New Nohay & Manqabat Lyrics

Karyal Jawan Ki Lash Mir Hasan Mir Nohay Lyrics

#Mir Hassan Mir

●Akber haye Akber,Akber haye Akber

Ghoray se gir kay jab Ali akber ne di sadaa
Apni qamar ko tham ke Shabbir ne kaha
Seedhi ho ay qamar tujhe Abbas ki qasam
●Karyal jawan ki lash uthane chale hain hum
Akber ko le kay khema e Zainab mai jana hai
●Yeh imtihan zaeefi mai mujh ko nibhana hai Raste mai larkharain na Shabbir ke qadam
Bus hum se dur lash hai Akber ki do qadam
●Gurbat pe apni roya hai khud ibn e Fatima Gir gir ke tay kiya hai yeh maqtal ka fasla
●Is haal mai kahin mujhe Zehra na dekh lein
●Rasha hai is qadar ke larazte hain mere hath Lasha hai yeh rasool ka Akber ke sath sath Do lashe ik sath uthayen ge kese hum
Ab dekhna Hussain ki niklegi kese jaan
Meri qamar jhuki hui baba na dekh lein Atay hee honge meri madad ko shah e umam ●Seenay mai keh kay tori hai zalim ne yeh sina
●Amman ke sath mil ke seena mai ne khench li
Zalim ko yeh batana hai ibne Ali hain hum ●Is haal mai khayam mai jaoga kis tarha Zainab ki kainat uthaonga kis tarha Zehra ka chand karb o bala mai hua hai khum
Sansein bachi hain ab mere Akber ke pas kam
Hathon mai ab hamare wo taqat nahi rahi Abbas kiya gaye mere bazoo hui qalam ●Bahein galay mai daal di Akber ne jis ghari
Ibn e Ali ne ro ke taqalum sada yeh di

No comments